Ek raat gujre aisi,
Ho roshan teri zulfo ki chao mein,
Simat aye to chand ki tarah meri panaho mein,
Ye khwab bunte chale ham nigaho nigaho mein........
Ryth gaya hai mananewala,
Ab koi nahi mera naaz uthanewala,
Jane kya sochta hai ye khula darwaza,
Shayad rasta bhul gaya hai koi anewala......
- SHAN (Shahanawaj)